Showing posts with label Love Shayari. Show all posts
Showing posts with label Love Shayari. Show all posts

hr mulakat mai nigahein yhi fariyad krti hai


hr mulakat mai nigahein yhi fariyad krti hai,
k kisi pal palat kr dekhne ko jee chahta hai,
wo to hme dekh kr undekha kr jate hai,
k unki nzron mai rh jane ko jee chahta hai,
apke pyar ne bahut rng de diya mujhe k,
ab in rangon mai rang jane ko jee chahta hai,
uljha chuka hu is uljhe hue wkt ko suljhane mai,
k ab apki uljhi julfon ko suljhane ko jee chahta hai,
khwaish hai ajmane ki to jaan mang lo,
k ab tumhe apna bnane ko jee chahta hai..........

Muje Jeene Ka Umid Dobara Dedo,

Muje Jeene Ka Umid Dobara Dedo,
Me Dard Ke Sahil Pe Tanha Khadi Hu,
Aao Fir Aakar.. Muje Apni Baaho Ka Sahara Dedo


Sun Le K Tu Bhi Kisi Aur Se

Sun Le K Tu Bhi Kisi Aur Se
"MOHABBAT"
Ki N Sochna Kbhi
aeJAAN
Ek Me Hi Kaafi Hu Tujhe 'UMaR'
Bhar "CHAHNE"
K LiyE


*If You Feel Tired,

*If You Feel Tired,
Come And Take Rest In My Heart

If You Think That MY Heart Beats Disturbing You.
I Will Stop MY Heart Beat For You


If I Could Give You

If I Could Give You
One Thing In My Life,
I Would Give You
The Ability To See
Yourself Through My Eyes
Only Then Would
You Realize How
Special You Are To Me..!


Shayari on Dosti

Tufaan mein kashti ko kinaare bhi mil jaate hain…,
Jahaan mein logo ko sahaare bhi mil jaate hain…;
Duniya mein sabse pyaari hain zindagi…,
Kuchh aap jaise dost zindagi se pyare bhi mil jaate hain..!!!


Tumhari Marzi…..!

Tum mujhe bhool jao who tumhari marzi,
Par tum mere har saans mein ho,
Mere dil ki har dharkan mein tum ho.
Mein tumhe bhool jao yeh ho nehi saktha,
Par jab bhool jaon gi samjo mere life MISS hogeyi.

Pehle main chain se soya

Pehle main chain se soya karta tha,
Ab raaton ko karwatein badalne laga hoon

Pehle main sabse bohat baatein kiya karta tha,
Ab chup chaap rehne laga hoon.

Pehle main mehfilon main raha karta tha,
Ab akela rehne laga hoon.

Us se mulaqaat hone ke baad,
Jaane kyun aapke ke baare main hi sochne laga hoon.

Zindagi ke safar main akele chalte chalte achanak,
Aapke ke saath chalne ki khuwahish karne laga hoon

Bhale hi aap mujh se door hai par,
Har gharri aap ki aahat mehsoos karne laga hoon.

Pehle main pyaar ki baatein bilkul nahi samajhta tha,
Par ab woh sab samjhne laga hoon.

Main apni khud ki haalat pe hairaan hoon,
Main aisa kyun hone laga hoon?

Mujhe aisa lagta hai keeeeeeee..
Shaayad main aap se pyaar karne laga hoon..

Tumhari is ada ka kya

Tumhari is ada ka kya jawab du,
Apne dost ko kya uphar du,
Koi acha sa phool hota to mali se mangwate,
Jo khud gulab hai usko kya gulab du…

Rab ne jab tujhe banaya hoga
Ek surur uske dil mein aya hoga,
Sochta hoga kya doonga tohfe mein tujhe,
Tab usne mujhe banaya hoga.

Kaash ham SMS hote,
Ek click mein tumhare paas hote,
Bhale tum hame delete kar dete,
Par kuch pal ke liye ham tumhara ehsas to hote…!

Tanhaion me unko hi yaad karte hain,
Wo salamt rahe yahi fariyad karte hai,
Ham unke hi mohabbt ka intzar karte hai,
Unko kya pata hum unse kitna pyaar karte hai.

Ek din hamare annsoon humse pooch baithe,
Humey roz -roz kyon bulate ho,
Humne kaha hum yaad to unhe karte hain
Tum kyon chale aate ho.

Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai

Kismat par aitbar kisko hai,
Mil jaye khushi inkaar kisko hai,
Kuch majburian hain mere dost,
Warna judai se pyaar kisko hai

Kal mila waqt to zulfein teri suljha doonga,
Aaaj uljha hoon zara waqt ko sulajhane mein,
Yun to sulajh jatee hain uljhi zulfein,
Umar kat jati hai waqt ko sulajhane mein.

Darte hai aag se kahi jal na jaye
Darte hai khwab se kahin toot na jaye
Lekin sabse ziyada darte hai aapse
Kahin aap hume bhool na jaye

Thanks & Regards
Hassan Ali
Mobile No: 9885290563
Hyderabad India
hassanrazvi786@ymail.com