Ek Aadmi Ki Biwi 3 Din Se

Ek Aadmi Ki Biwi 3 Din Se
Beemar Thhi, Bechara
Tension Mein Thha
Ghar Se Dawayi Lene K
Liye Nikla To Baarish
...Shuru Ho Gayi, Tension Aur Badd Gayi
Baarish Ruki To Jaisi Hi
Ghar Se Nikla To Bike
Puncture Ho Gayi, Bechara
Fir Tension Mein
Bike Ko Puncture Lagvaya
To Thodi Door Jane Ke
Baad Ek Aurat Ne Use Awaj
Di, Usko Tension Hui Ki Ye
Kon Hai Jisne Awaj Lagayi
Usne Aurat Se Pucha To
Usne Bataya Ki Vo
Pregnant Hai Usko
Hospital Le Jao, Bechara
Aur Tension Mein Aa Gaya
Fir Bhi Insaniyat Ke Nate
Usne Uski Help Ki Aur
Hospital Le Gaya, Pata
Chala Doctor Abhi Nahi
Aya, Bechara Ki Tension
Aur Bad Gayi
Doctor Jab Aya To Usne
Operation Karne Se Mana
Kar Diya Ki Iske Pati Ko
Lao, Aadmi Ko Aur Tension
Ho Gayi
Par Usne Apna Faraz
Nibhate Hue Kaha Ki Main
Hi Iska Pati Ho, Ab Tension
Ye Thhi Ki Bachha Hoga
Bhi Nahi
Doctor Ne Usko Aake Kaha
Ki Ladka Hua Hai, Ab Vo
Jaisi Hi Jane Laga To Aurat
Ne Awaj De Ke Kaha
Patidev Kaha Ja Rahe Ho.
Sun Ke Tension Extreme
Ho Gayi
Usne Kaha Ki Maine To
Operation Ho Jaye Isliye
Kaha Tha Ki Pati Hun, Par
Aurat Ne Kaha Ki Yahi Mera
Pati Hai, Tension Se Sir
Fatne Ko Ho Gaya
Usne Kaha Ki Doctor Mera
Test Kar Lo, Doctor Ne Test
Kiya To Pata Chala Ki Vo To
Baap Hi Nahi Ban Sakta
Tha, Ye Sochkar Uski
Tension Hadd Se Jyada
Badd Gayi
Jaisi Hi Bahar Aya To Socha
Ki Ghar Mein Jo Do Bache
Hai Fir Vo Kiske Hai, Bas Is
Tension Se Vo Vahi Behosh
Ho Gaya


No comments:

Post a Comment